meri jindagi

❤hello freinds❤

mai apni jindagi sejudi kuch aise bate apko batana chahati hu

jise jankar aap mujhe meri bewakufi par sochenge

meri life stori kisi filmi love story se com nahi 

chaliye start karte hain........

mai hu vim ek gav ki chote se faimly ki garib beti ,mujhe mere papa ne bahut he pyar sr pal pos kar bada kiya apni garibi ka koi ahesas nahi hine diya

meri ma bahut hi pyari aur gusse wali galat sah nahi sakti aur galat karti nhi

mujhe gane ka bahut shuk tha ,mere papa bhi mere liye gungunate unse hi sun sun kar mai gana gana sikhi.

ek din papa ne mujhe sangeet vidyalaya kaira garh me addmition karwaiya.......age ki story next me bataung agar app ko story pasand h to mujhe folo kare  👧👧👧 

टिप्पणियाँ

एक टिप्पणी भेजें